|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
Ek Jounka Hawa ka....
Aaj achanak aise lagaa... Sach huaa jo tha barso ka sapnaa... Chahti thi, tum bhi mujhe yaad karo... Aise hi jaise mai din-raat... Tumhaare khayaalo me rehti hu... Par... Jaanti bhi thi ke... Jo chaha wo nahi hoga... Jo kho gaya wo ab nahi milega... Aur... Aaj ek dastak sunaayee dee... Na jaane woh koun tha... Shayad koi chhota sa... Hawa ka jounka... jo... Mere dil me tufaan macha gaya... -meynur
|
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|